Khwab Mein Billi dekhna Ki Tabeer

Saad Ali
0

Khwab Mein Billi dekhna Ki Tabeer
Khwab Mein Billi dekhna Ki Tabeer

 

Khwab Mein Billi dekhna

Hello Dosto Aj Hum Khwab Mein Billi Dekhny Se Mutalik Tammam Khawabo Mein Billi Dekhny Ke Tabeer Per Baat Kery Gy.


Khwab Mein Billi (Cat) Dekhna ki Tabeer

Khwab Mein Billi Dekhna Ghr Ky Muhafiz Nokar Yani Security Gaurd Ke Terf Ishara he.

Artamedos Ne Keha Ke Billi Ko Khwab Mein Dekhna Makar Or Jhaghralo Orat Ke Khabar He.


خواب میں بلی دیکھنا گھرکے محافظ نوکر کی طرف اشارہ ہے

اس کی دلالت انسان کی حفاظت کرنے والے محافظ اور خادم پر ہوتی ہے ۔

 ارطامیدوس نے کہا کہ بلی دیکھنا مکار اور ایک جھگڑالو عورت کی حبر ہے



Khwab Mein Billi Ko Jhaptty Dekhna ki Tabeer

Egr Ap Khwab Mein Bili Ko Jhpht-ty Dekhy To Is Ke Daleel Ghralo Chor he.


اگر بلی کو کچھ جھپٹتے دیکھا تواس سے مراد گھریلو چور ہے


Khwab Mein Billi Ka Punja Marna Or Katna Ki Tabeer

Khwab Mein Billi Ka Punja Marna Or Katna Hadam Ke Hayanat Ke Daleel he. Hazrat Ibne Sireen R.A Ne Farmaya he Ke Billi Ka Katna Ek Saal Bimaar Ho ne Ke Daleel he. Isi Terha Egr Billi Punja Mary to Is Ka Ishara B Marz Yani Bimari Ke Terf He Ha.


 بلی کا پنجہ مارنا اور کاٹنا خادم کی خیانت کی دلیل ہے ۔ ابن سیرین نے فرمایا ہے کہ بلی کا کاٹنا ایک سال بیمار ہونے کی دلیل ہے ۔ اسی طرح اس کا پینجہ مارنا بھی مرض کی طرف اشارہ ہے 


Khwab Mein Billi ko Dehna Jo Miao Miao Na Ker Rehi Ho Ki Tabeer

Egr Koi Khwab Mein Billi Dekhy Or Is Hall Mein Dekhy Ke Voh Miao Miao Na Ker Rehi Ho To Dekhny Waly Ke Liy Ek Saal Ke Khush khali Ke Chances he.


اگر کوئی بلی دیکھے اوراس حال میں دیکھے کہ وہ میاؤں میاؤں نہ کر رہی ہو تو دیکھنے والے کے لئے ایک سال کی خوشحالی کا پیش خیمہ ہے


Khwab Mein Jungli Billi Dekhna Ki Tabeer

Khwab Mein Jungli Billi Dekhna Mushakaat O PareShaani Yani Tension Ke Khabar he.


 جنگلی بلی دیکھنا ایک سال تک مشقت و پریشانی کی خبر ہے


Khwab Mein Billi Sale Kerna Ki Tabeer

Egr Apne Khwab Mein Dekha Ke Ap Billi Bach(Sale) Ker Rehy Ho To Is Ke Daleel He Ke Ap Apna Mall Harch Kery Gy. Yahodi Kehty he k Billi Khwab Mein Dekhny Ke Tabeer Hamla Awaro Or Choro Se De Jati he 


اگر کسی نے خواب میں دیکھا کہ وہ بلی بیچ رہا ہے تو وہ اپنا مال خرچ کرے گا یہودی کہتے ہیں کے بلی کی تعبیر حملہ آوروں اور چوروں سے دی جاتی ہے 


Khwab Mein Billi Ko Apne Shohr Ke Pate Se Boti Nochty Dekhna Ki Tabeer

Hazrat Ibne Sireen R.A Ke Pass Ek Orat Aye Or Os Ne Keha Ke Mein ne Khwab Mein Dekha Ke Billi Ne Mery Shohr ke Pate Mein Apna Sir Dal Ker Ek Boti Noch Lee he. Hazrat Ibne Sireen R.A Ne Khwab Ke Tabeer De Ke Tumhary Shohr ka 316 Dirham Chori ho Gia he Orat Ne Keha G Esa E he Mager Ap ko Kesy Pata Chala? Hazrat Ne Keha ke Billi Ke Naam Ke Haruf ke Abjad Ke Hisaab se Ke "Snoor" Main Seen ka 60, Noon ka 50, Waar ka 6, Or Rag ka 200 , Is Hisaab se Total 316 Dirham Huy, Is Ke Baad Pross ke Ek Gulam per Logo Ka Shaak hua to Investigate Kerny Per Vo Waha Se Bhaag Gia.


 ابن سیرین کے پاس ایک عورت آئی اوراس نے کہا کہ میں نے خواب میں دیکھا ہے کہ بلی نے میرے شوہر کے پیٹ میں اپنا سرڈال کر ایک بوٹی نوچ لی ہے ۔ ابن سیرین نے اس خواب کی تعبیر دی کہ تمہارے شوہرکا تین سوسولہ درہم چوری ہو گیا ہے عورت نے کہا کہ قصہ ایسا ہی ہے مگر آپ کو کیونکر اس کی اطلاع ہوئی ؟ انہوں نے کہا کہ بلی کے نام کے حروف کے ابجد کے حساب سے کہ " سنور " میں سین کا (60)٦٠ نون کا (50)۵۰ وارکا ٦(6) اور راء کا دوسو ، اس حساب سے کل (316)۳۱۶ درہم ہوئے ، اس کے بعد پڑوس کے ایک غلام پر لوگوں کوشک ہوا چنانچہ زدوکوب کرنے پر اس نے افرار کر لیا 


Khwab Mein Billi Ka Gosht Khana Ki Tabeer

Egr Ap Khwab mein Dekhy Ke Ap ne Billi Ka Gosht Khaya he to Daleel he ke Ap Jadou Seekhy Gy.


اگر کسی نے دیکھا کہ اس نے بلی کا گوشت کھا لیا ہے تو وہ شخص جادو سیکھے گا ۔ واللہ تعالی اعلم


Khwab Mein Billi Kuch Cheen(چھین) ly Ki Tabeer

Egr Khwab Mein Billi Ap Se Kuch Cheen ly to Is ke Daleel he ke Ap Tawan Mein Perny Ya Chor RishtyDaro Ya Ulaad Ke Wajha se Museebat Mein Mubtala ho ne ya Qarz Hua ke apke Mall Zabaat Kerny Ke Allamat he.


اگر صاحب خواب سے بلی کچھ چھین لے تو یہ تاوان میں پڑنے یا چور رشتہ داروں یا اولا د کی وجہ سے مصیبت میں مبتلا ہونے یا قرض خواہ کے اس کے مال ضبط کر نے کی علامت ہے ۔


Khwab Mein Billi Ko Ek Jagha Skoon Ke Hallat Mein Dekhna Ki Tabeer

Khwab Mein Billi Ko Ek Jagha Skoon ke Hallat Mein Dekhna Ke Daleel He Ke Ap Ek Saal Khus o Khuram Rehy Gy.


بلی کو ایک جگہ سکون کی حالت میں دیکھنا پورا ایک سال خوش خرم رہنے کی طرف اشارہ ہے ۔


Khwab Mein Vahshi(وحشی) Kism Ke Billi Dekhna Ke Tabeer

Khwab Mein Vehshi Qism ke Billi Dekhna ke Daleel Takleef or Rung Pohnchny Ke Allamat he.


وحشی قسم کی بلی کی رویت تکلیف اور تعب پہنچنے کی علامت ہے ۔


Khwab Mein Billi Ka Bacha Marna Ya Dant Se Kisi Ko Katna Ki Tabeer

Khwab Mein Billi Ka Bacha Marna Ya Dant Se Kisi Ko Katna Hayant Kaar Hadim Milny Ke Allamathe. Or Baaz Muabiren Ke Nazdek Billi Ka Katna Mukamil Ek Saal Bimaar Rehny Per Dillalt he.


خواب میں بلی کا بچہ مارنا یا دانت سے کسی کو کا ٹنا خیانت کارخادم ملنے کی علامت ہے ۔اور بعض معبرین کے نزدیک بلی کا کا ٹنا مکمل ایک سال بیمار پڑنے پر دلالت کرتا ہے ۔






Post a Comment

0Comments
Post a Comment (0)