Khwab Mein Saanp Ko Dekhne Ki Tabeer

Saad Ali
7


Dosto Aj Mein apko Btao Ga Ky Khawab Mein Saanp Dekhne ki Tabeer. Ager Ap ny Khawab Me Saanp Dekha he or Ap is Khawab Ke Tabeer Jannna Chahty he To Is Article Me Apko Full Detail Mily Ge Ap Full Article Read Kery.

Hazrat Ibn Sirin Farmaty he ke Khwab Mein Saanp Dekhny Ka Matlab he Ky Koi Dushman He Apka Jis Ka apko Pata Nehi Or Egr Ap Khawab me Dekhty He Ky Saanp Apky Ghr Me he To Is Ka Matlab he Ky Koi Ghr Me Dushman He Or Egr Khawab Jungle Me Saanp Dekha He to Tabeer he Koi Begana(بیگانہ) Dushman.

Or Egr Ap Khawab Me Saanp se Larai ker rehy he to Is Ke Daleel he ky Ap Dushman per Fateh Paye Gy Win Kery Gy Dushman se.

Or Egr Ap Khawab Me Dekhty Saanp Ap Per Heavy Ho Gia Ap Per Galib A Gia he To Daleel he Ap Dushman Per Fateh Na piy Gy Ap Haar Jiy Gy Dushman Se.

Or Egr Ap Ny Khawab Me Dekha Saanp Ne Katta he to Daleel he ke Dushman Se Nuqsaan Paiy Ga.

Or Egr Khawab Mein Saanp Ko Mara he To Daleel he ke Dushman ko Maghloob kery ga

Or Egr Khawab Mein Saanp Ka Ghoshat (Meat) Khaia he To Daleel He ke Dushman Ka Mall Khaiy Ga Or Khare or Khushi Dekhy Ga.

Or Egr Khawab Mein Saanp Ke Do Tukkry Kiy He To Daleel he Ke Dushman Se Insaaf Hasil Kery Ga. Or Egr Dono Tukkry Uthaliy he To daleel he ke Dushman ka Mall Khaiy ga.

Or Egr Khawab Mein Saanp Ne apky Sath Mehrbani Se Baat Ke He To Daleel he Ke apky Sath Ajeeb Sa Kaam Ho ga Apke Os Se Shaadi Ya Koi Khushi Dekhny Ko Mily Ge.

Or Egr Khawab Mein Saanp ne Apky Sath Tundi (تندی) Or Tezi (تیزی) Se Baat Ke he To Daleel he Ke Dushman Ap Per Fateh Paiy Ga.

Or Egr Khawab Mein Mara Hua Saanp Dekhy to is ke Daleel he k Allah Rabul izat Ne Is Shar(شر) Or Afat Ko Dor Ker Dia he Or Is Se Ap Ko Koi Takleef Nehi Ho Ge.

Or Egr Dekhy Khawab Mein Saanp Apka Tabedar He To Is ke Daleel he K Ap Martba Or Bazurgi (مرتبہ اور بزرگی) Piy Gy.

Or Egr Khawab Mein Sabaz Rang ka Saanp Dekhy to is ke Daleel he k Apka Dushman Koi Deendar or Amantdar he.

Or Egr Khawab Mein Dark Color Ka Saanp Dekhy to Is Ke Daleel He Lashker Yani Army.

Or Egr Khawab Mein Yellow Color Ka Saanp Dekhy To Is Ke Daleel He Ke Apka Dushman Bimaar Ho Ya Esi Koi Sorat.

Or Egr Khawab Mein Red (سرخ) Color Ka Saanp Dekhy to Is Ke Daleel he k Dushman (معاشر اور عیش پسند) Muashar or Ayyash psand He.

Or Egr Khawab Mein Dekhy Saanp ke Boht sary pao(پاؤں) he to is ke daleel he k apka Dushman Boht Taqat Wer(طاقتور) he

Or Egr Khawab Mein Boht Sary Saanp Dekhy Jo Apko Tang Ker Rehy He to Is Ke Daleelhe Ky Apky Boht Sary Dushman ho gy Jo Apka Koi Nuqsaan(Damage) Na ker Piy Gy.

Or Egr Khawab Mein Dekhy k Saanpo Ke Sheeng or Dant he To is Ke Daleel he k apka Dushman Keena Or Bad Huslat(کینہ اور اور بد خصلت) Hoga. 


Hazrat Jabir Magrabi Ne Farmaya ke Egr Ap Khawab Mein Saanp Apky Naak Kaan Ya Seena ya Peath ke Jagha se Nikly To is ke Daleel he k apka apna bacha apka Dushman he.



Or Egr Khawab Mein Saanp Mou(منہ) Se Nikly to Daleel He k Waha Jan Baat Kery Ga.


Hazrat Ismail Ash'ath Ne Farmaya ke Khawab Mein Sofaid(سفید) Saanp Ko Dekhna Is Ke Daleel he Ky Dushman Ko Dekhna he Or Egr Dark Yani Siyah Saanp Dekhny ko Sipahi(سپاہی) Keha Gia He.


Or Egr Khawab Mein Ap Saanp Se Bhaag Rehy he Or Saanp ne Nehi Dekha to Daleel he k Aram Or Khushi Paiy Ga.

Or Egr Khawab Mein Saanp Ny Apko Pkra Lekin Koi Nuksan Nehi Puhnchaya to Daleel he k Bazorgi Or Sakoon Mily ga Or Dushman se Aman (امن) Me Ho ga


Hazrat Khalid Isfahani Ne Farmaya Egr Khawab Mein Sabz Saanp Matee Hua He Yani Apka Hukam Mana He To Daleel He K Apko Koi Khazana(خزانہ) Mily Ga.


Or Egr Khawab Mein Saanp Apke Asteen(Sleeve-آستین) se Nikla He to Daleel He Ky Apka Farzand (فرزند) Apka Dushman Ho ga.

Or Egr Ap ne Khawab Mein Saanp Ko Mara he Or Phr Oska Khoon Apny Jism Per Mala he to Daleel he K Dushman Ka mall Hasil Kero gy.

Or Egr Khawab Mein Apny Bistar per Saanp Mara he to Daleel he k Apke Orat Mary ge.

Or Egr Khawab Mein Saanp Apky Girybaan ya Mou se Nikl ker Zameen me Ghusa he to Daleel he k Halak hoga or Haar Mar Khawab Me Zaieef or Kamzoor Dushman he.


Hazrat Jafar Sadiq ne Farmaya ke Saanp ko Khawab me Dekhna ke 10 Wajha he.

  1. Taqat (طاقت )
  2. Zindgani (زندگانی)
  3. Slamti (سلامتی)
  4. Badshahi (بادشای)
  5. SipaSlari (سپه سالاری)
  6. Orat (عورت)
  7. Dolat (دولت)
  8. Mot (موت)
  9. Larka (لڑکا)
  10. Sallab (سیلاب)

( سانپ ) تنین


1# Khawab Me Saanp Dekhna Ke Daleel he Zalim Badsha Ya Aagh (آگ) Ke Allamat Hoti he.

2# Mareez Egr Khawab Me Saanp Dekhy To Is Ke Daleel He Oske Mot(موت) Ke Nashan Dehi.

3# Egr Orat Khawab Mein Saanp Peda Kerti Hui Khawab Dekhy to Is Ke Daleel he k os ky Han Apahij Bacha Peda Ho Ga.


Hum Umeed Kerty he Apko Ye Sari Information achi lgi ho Hum ny Saanp se Mutalik Dekhy Jany Waly Khawabo Ke Tabeer Btai he Egr apka Koi Sawal Ya Or kisi Kisam Ka Khawab he To Ap Humy Comment Box Me Bta Skty he.

Post a Comment

7Comments
  1. Yellow aur red saanp mara hua kamar per lipta hua khawab dekhna kaisa hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ap Article Perhy apko apny khawab ke tabeer mil jiy ge
      Wesy apky khawab ke tabeer ye bnti he jesa ky khawab mein saanp dekhna dushman ke allamat he to ye koi esa dushman he jo ky allah ke rehmat se apko koi nuksan nehi puhncha piy ga lekin koshish kery ga.

      Delete
  2. SALLAM o Alikum Khuwab mein 30 ,40 Sanp dekhne ki tabeer kya Hogi Or Ek khuwab dekha ho k saanp ne kat liya Hai Iski tabeer bata dein bar bar sanp ka khuwab mein ana

    ReplyDelete
    Replies

    1. وعلیکم السلام خواب میں سانپ دیکھنے کو دشمن سےتعبیر دی گی ہے

      اگر آپ نے خواب میں سانپ دیکھے ہیں، تو اس کی تعبیر ہے کے آپ کی بہت سے دشمن ہے .


      اور سانپ کے کاٹنے کی تعبیر ہے کے کوئی دشمن آپ کو نقصان پہنچا نے کی کوشیش کرے گا یا کامیاب ہوں جاے گا

      Delete
  3. Ayatul kursi padhne par kamre me Kala bada sanp nikalta hai aur fir chala jata hai khwab me dekha hai ye

    ReplyDelete
  4. Khwab me dekha hai ki hmne apne kamre ka darwaza pakad kr jaise Ayetul kursi padha waise hi diwaar par Kala bada sa sanp dikhayi diya aur fir kahin chala gya ya gayab ho gya

    ReplyDelete
  5. Khawab ma dkha k snake mery samny kesi aur janwar ko nuksan Dy rha ha lkin mujy sirf 1,dfa Dkha ha

    ReplyDelete
Post a Comment